Khuda Haafiz Arijit Singh Full Song Lyrics


Khuda Haafiz Lyrics – The Body | Arijit Singh

Khuda Haafiz Lyrics from The Body is Latest Hindi song sung by Arijit Singh featuring Rishi Kapoor, Emraan Hashmi, Sobhita Dhulipala, Vedhika. The music of new song is composed by while lyrics penned by Manoj Muntashir, Arko and video is directed by Jeethu Joseph.

Song Details:
Song: Khuda Haafiz
Movie: The Body
Singer: Arijit Singh
Music: Arko
Lyrics : Manoj Muntashir & Arko
Featuring Artists: Rishi Kapoor , Emraan Hashmi , Sobhita Dhulipala , Vedhika
Label: T-Series

Khuda Haafiz Lyrics

Beete Lamhon Ko Fir Se Jeene Ke Liye
Juda Hona Zaroori Hai Samjha Kar

Raat Jitni Bhi Dilchasp Ho Saiyan
Subah Hona Zaroori Hai Samjha Kar

Khuda Haafiz Oh Mere Yaara
Mile Ya Na Mile Dobara
Rahunga Main Sada Tera

Khuda Haafiz Oh Mere Yaara
Safar Bedard Besahara
Muhafiz Ho Khuda Tera

Daastaan Teri Meri Kitni Azeeb Hai
Paas Tu Nahi, Fir Bhi Sabse Kareeb Hai

Khuda Haafiz Oh Mere Yaara
Jo Pal Tere Bina Guzara Hai
Usme Bhi Nishaan Tera

Hmm..hmm

Meete Na Meetaye Ab
Yaar Meri Aakhon Se
Yeh Nami

Har Din Har Lamha
Yun Gunjegi Deewaro Se
Teri Kami

Jab Milenge Dobara
Hum Kisi Chaurahe Pe
Phir Kabhi

Main Pehchan Loonga
Tumko Hai Lazmi

Khuda Haafiz Oh Mere
Yaara Safar Bedard
Beshara Adhuri Reh
Gayi Duaa

Doob Kar Sooraj
Ne Mujhko Tanha Kar Diya
Mera Saayan Bhi
Beechda Mere Dost Ki Tarah x(2)

Khuda Haafiz Oh
Mere Yaara Mile Ya Na
Mile Dobaara Rahunga
Me Sada Tera

Daastan Teri Meri
Kitni Ajeeb Hai
Paas Tu Nahi Phir Bhi
Sabse Kareeb Hai

Khuda Haafiz Oh Mere
Yaara Jo Pal Tere
Bina Guzaara Hai Usme
Bhi Nisha Tera

Huu...huuu...

No comments

Powered by Blogger.